“Not suitable for all advertisers” Solution
“Not Suitable For All Advertisers” Ko Kaise Sahi Kare
7 August 2017 Se Youtube Ne Apne Ad System Mein Badlwaav Karte Hue 1 Aur Nya Ad Monetization Icon Daala Hai. Is Icon Se Aapko Yah Pta Lagega Ki Aapke Koun Si Video Par Limited Aayegi, Kis Video Par Sabhi Ad Aayegi Aur Koun Si Video Ad Ke Liye Nhi Hai.
Isse Pahle Sirf 2 Hi Icon Youtube Video Ke Sath Available The Jisme Ek
Icon Tha Jisme Aapko Sabhi Tarah Ki Ad Dikhai Jaati Thi Aur Iska Matlab Tha Ki Aapki Video Par Koi Strike Nhi Hai, Iske Alawa Dusra
Strikethrough Icon Tha Jis Video Ke Samane Yah Icon Aata Tha Usme Kisi Bhi Tarah Ki Ad Nhi Dikhai Jaati Thi. Lekin Ab Youtube Ne System Mein Thoda Badlaav Kiya Hai Aur Issme Aapko Video Ke Samne Yellow Color Ka
Icon Show Kar Sakta Hai Iska Matlab Yah Ki Aapki Video Sabhi Ad Ke Liye Suitable Nhi Hai. Agar Aapko Lagta Hai Aapki Video Ad Ke Liye Suitable Hai To Aap Appeal Kar Sakte Hai.
Agar Aap Apne Channel Par User Friendly Video Nhi Karte Hai To Aage Se Aapko Apni Video Ke Samne Aur Purani Video Par Yellow Color Ke Dollar Icon
Show Karega. Iske Sath Sath Aapke Email Id Par Bhi Ek Mail Bhej Diya Jayega Jisme Aapko Iski Detail Di Jayegi.
Video Mein Yellow Dollar Icon 2 Reason Ki Wajah Se Ho Sakta Hai.
- Agar youtube ko lage ki aapki video sabhi brand ki ad dikhane ke liye thik nhi hai to aapke video par yellow color ka dollar sign
dikh sakta hai.
- Agar aapke content advertiser friendly nhi hai to bhi aapko yellow dollar sign show karega.
- Agar youtube ko lage ki aapki video sabhi brand ki ad dikhane ke liye thik nhi hai to aapke video par yellow color ka dollar sign
Agar Aapko Lagta Hai Apaka Content Kaise Classified Ki Jaati Hai To Aap Apni Video Ko Upload Karne Ke Douran Unlisted Karke Upload Aur Publish Kare. Iske 2 Hour Ke Baad Mein Youtube Video Ko Classified Kar Dega. Yah Viewer Ke Uper Depend Karta Hai.
Agar Aapko Lagta Hai Ki Aapki Video Sabhi Tarah Ke Brand Ke Liye Suitable Hai To Aap Ek Manual Review Ki Request Kar Sakte Hai Ki Aapki Video Sabhi Advertiser Ke Liye Suitable Hai. Youtube Par Din Mein Bahut Si Esi Request Bheji Jaati Hai Isiliye Unhone Ek Aur System Banaya Hai Ki Agar Aapke Video Par 1000 View Hai Tabhi Aapki Video Par Request Appeal Ko Jaldi Solve Kiya Jayega.
ConversionConversion EmoticonEmoticon